Aaj tk hame koi samaj nhi paya
Kuki m na kisi k dil aaya na hi dimag m aaya
kisi ko hamne palko pr sajaya
kisi ko hamne hatho pr chalaya
par sath koi nhi chal paya
dekho kaisi h prabhu ki maya
jo is sansar m h aaya
use jane s koi rok nahi paya
jo usne h yha pr kamaya
vo yhi chod k unko charno m samaya
chahe kitno ko hamne hasaya
ya kitno ko hamne h rulaya
kitno ko hamne h samjaya
to bhi aaj tk koi samaj nhi paya
Kuki m na kisi k dil aaya na hi dimag m aaya

.jpg)




